FAROZAAN

Sunday, April 18, 2010

HAR EK SHAY MEN MUHABBAT TALAASH KARTA HUN

DAADA MIYAAN SE BAAT HUI KAL JO PHONE PAR
MAIN NE KAHAA KE AAUNGA HINDOSTAAN ZAROOR

DILKASH BHI, KHUSHNUMA BHI HAIN IS DOSTI KE RANG

DHOOP MEN NANGE PAANV THE PAKKE FARSH PE HAM
DIL YE SAMAJHTA THA GOYA HAIN ARSH PE HAM

Tuesday, April 13, 2010

IK ZARAA SI MEHNAT SE GHAR CHAMAK SA JAATA HAI

KOORA KARKAT HAI BAHOT SAA YAKJAA
SAAF KARNAA HAI ZAROORI ISKO

CHATPATEE CHEEZON MEN LAZZAT HAI BAHOT

ZAAYQAA MUNH KAA BADALNE KE LIYE
RAISTORAANON MEN AATA HUN MAIN

SAR KE BAALON KO TARASHWAAUNGA MAIN PEHLI BAAR

HUSN MEN KUCHH TO BEHARHAAL IZAAFA HOGAA
BAAL KAT JAANE PE CHEHRAA MERAA NIKHRA HOGAA

MAAMTA MEN BHI EK JAADU HAI

MAAN KO JAB BHI QAREEB PAATA HUN
KHUD KO MAIN KHUSHNASEEB PAATA HUN

Monday, April 12, 2010

ZARURI HAI GHARON KO SAAF RAKHNA

KIS DARJA MUJHKO GHAR KI SAFAYI KA HAI KHAYAL
GHAR HO AGAR N SAAF TO BARKAT KABHI N HO

Monday, April 5, 2010

americaa men bhi patthar milenge / امیریکا میں بھی پتھر ملیں گے

اٹھا چکاہوں میں پتھر یہ کہہ دو غالب سے
رھے خیال انہیں اپنی کج کلاہی کا
UTHAA CHUKAA HUN MAIN PATTHAR YE KAH DO GHALIB SE
RAHE KHAYAAL UNHEN APNI KAJ KULAAHII KA